Pakistan Ka New Quami Naghma
Na mera Pakistan hai na tera Pakistan hai,
Ye uska Pakistan hai jo Sadr-e-Pakistan hai
Jitni badi dukan hai sara chori ka saman hai,
Jo sab se bara be-eman hai wo Sadr-e-Pakistan hai
Jitne tere wazeer hain wo saray be zameer hain,
Jo sabse bada shaitan hai wo Sadr-e-Pakistan hai
No comments:
Post a Comment