Parindo k labon pe TILAWAT jaag jati hai,
Subha darakhton pe IBADAT jaag jati hai,
Muqarar waqt nahi hai koi us ki NAWAZISH ka,
Usay jab bhi pukaro uski REHMAT jaag jati hai.
No comments:
Post a Comment